Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Masail Ka Hal - 511th Session | Ask Mufti Tariq Masood π
(0:00) Intro (0:07) Betay ka aqeeqa aisay karna? (1:10) 12 saal ke bachay ki tarbiyat kaisay karein? (3:05) Musalmanon ki tabahi ki wajah? (5:06) Hotels mein khana enjoy karne ki videos status par lagana? (7:32) Namaz mein hansi aa jaye to? (7:55) Spot trading? (8:13) Tobacco / cigarette business? (8:36) Aurat ke haath namaz mein chadar mein chhupay hon? (8:52) Virasat ki aisi taqseem? (9:50) 10 din se zyada bleeding ho to namaz? (10:10) Duty hours mein tilawat? (10:38) Islam mein saadgi ka mafhoom? (14:34) Kya tilawat ka YouTube channel banana Qurβan bechna hai? (15:34) AI ki aisi videos wala YouTube channel? (16:16) Qaza-e-umri? (16:38) Umrah ka tawaf isaal-e-sawab karna? Umrah karne walay ko Haji kehna? (18:41) Aisay shakhs ko zakat dena? (20:23) Attahiyat mein ungli? (20:40) Traffic laws ki pabandi na karne ka gunah? (21:51) Paon ke nakhun par mitti ho to wazu? (22:18) Umrah par janay walon ke aisay alfaaz? (22:46) Maali mustahkam shakhs ke baray bhai ki interference? (23:51) Virasat ki taqseem aur qarza? (25:27) Aisi quraβandazi? (25:50) Walidain vs nikah? (26:47) Zakat ki tareekh badal sakti hai? (27:12) Chhup kar nikah? (28:03) βFaryal Gulβ naam ka bachi par asar? (28:34) Sutrah ki hadbandi? Namazi ke aagay se guzarna? (29:26) Agar qarz dene wala maaf kar de to? (29:36) Safar mein qasar? (30:45) Butt ke sath li gayi pic social media par share karna? (32:05) Meher mein sona rakhna? (32:30) Dammam, Riyadh ke distance mein qasar namaz? (33:05) Zameen ki milkiyat apne naam karana? (33:50) Jahaiz dene ke baad virasat ka hissa na dena? (35:15) Janazay mein taakhir karna? (36:09) Is baat par iman lana zaruri hai? (36:30) Peshab mein ehtiyat na karne se azaab-e-qabar ke waqia ki haqeeqat? (37:50) Bank account ki online payment ka commission sood hai? (38:49) Aisa sadqa? (39:30) Doosri biwi ke sath aisa sulook? (41:54) Walidain ki zindagi mein aulaad hissa mange to? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

