Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Masail Ka Hal - 519th Session | Ask Mufti Tariq Masood π
(0:00) Intro
(0:10) Online paisay kamana sharai aitbaar se kaisa hai?
(1:10) Farz namaz ke baad ijtemai dua ka saboot?
(1:17) Salat-ut-Tasbeeh ka saboot?
(6:54) Forex trading ka hukum?
(7:04) Jheengay halal hain ya haram?
(15:35) Khula ke 15 saal baad baghair halala apne sabiq shohar se nikah karna?
(16:42) Ba-waqt-e-majboori ghar banane ke liye soodi qarza lena?
(17:54) Nasbandi karana?
(18:54) Qurβan ki videos YouTube par upload karna?
(19:00) Napaaki mein azan dena?
(19:18) Qadiyaniyon ke sath khana pakana ya khelna?
(20:24) Nikah mein gawah ka ujrat lena?
(21:38) Shohar be-aulad ho to fasakh-e-nikah?
(22:33) Nai dulhan ke paon dho kar pani ghar mein chhirakna?
(22:45) Halat-e-janabat mein roza rakhna aur dair se ghusl karna?
(22:54) Kapron par peshab ka qatra lag jaye to?
(23:22) Hamila aurat ka roza na rakhna?
(24:29) Chor bazar se saman khareedna?
(26:03) Iddat mein adalat jana?
(26:33) Sharabi doston ke sath ghoomna?
(27:49) Qaza-e-umri mein har namaz ki rakat?
(28:05) 2 sajdon ke darmiyan ki dua?
(28:42) Bank saving account mein soodi raqam ka masraf?
(29:25) Talaq ke liye gawah ka hona?
(30:33) Agar mard aurat ke sath na rahe, khud doosri shadi kar le, pehli biwi kya kare?
(32:13) Bank ki aisi job ka hal?
(34:32) Khalazad ki beti se shadi?
(34:51) Allah ko βKhudaβ kehna?
(34:57) Allah ko phone par gawah bana kar nikah karna?
(35:50) Shohar agar ghar walon ke dabao mein 2 talaq de lekin abhi jismani taalluq na hua ho to?
(37:05) Mamu ke betay ke sath bhainsain charata hoon, wo kehne se bhi namaz na parhe to?
(37:50) Walid ke sath paisay mila kar plot khareedne par ghar ki virasat?
(38:52) Peshab ke qatron ka masla?
(39:48) Tashahud mein βAlaikaβ ki jagah βAlainaβ parhna?
(40:41) Roza-e-Rasool ο·Ί par darood ke ilawa baat Nabi ο·Ί sunte hain?
(40:28) Court marriage mein aisi talaq?
To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

