Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Masail Ka Hal - 517th Session | Ask Mufti Tariq Masood π
(0:00) Intro (0:02) Aurat zehni dabao mein alag ghar ka mutalba kar sakti hai susral se tang aa kar? (1:30) Shohar ka biwi ko saheliyon se baat karne se mana karna? (2:40) Namaz ke dauran hansi aa jaye to? (4:16) Social media par kisi ki ghalti ki islah ka tareeqa? (4:53) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi aalim se mashwara kare? (7:18) Nazr poori karna bhool gaya to? (7:55) Online kharidari mein cheez kharab niklay to? (8:19) Kisi ne dil mein hasad mehsoos kiya? (8:54) Ghusse mein baddua? (9:19) Masjid mein bachon ko shor par daantna? (10:13) Namaz mein qibla se kitna inhiraf? (10:41) Logon ke dar se naiki ki maqbooliyat? (11:30) Masjid mein baith kar khana khana? (11:51) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi ko ghar aane de? (12:08) Agar khud ko toota hua mehsoos karein to? (12:32) Ehraam mein hambistri? (13:26) Wife ke sath mamu ki ghair akhlaqi harkat? (14:27) Walidain ki marzi ki jagah zabardasti shadi? (16:24) Gas compressor wala khana? (17:37) Baghair music ke aisa gana sunna? (18:04) Aisi masjid mein namaz? (19:00) Zina se kaisay bachain? (21:40) Meraj mein jannat, dozakh ka tasawur? (22:34) Kutta palna? (22:50) Leucorrhoea ka masla? (23:36) Haram kamane walay ki dawat? (23:50) Teen talaq ke baad aisa halala? (29:28) Rukhsati se pehle, nikah ke baad nafaqa? (29:46) Ahl-e-Bait kaun hain? Qurβan ki is ayat ke mutabiq (30:37) Teen bachon ki maa Hajj kaisay kare? (31:10) Elakay ki aisi toham-parasti? (31:45) Game se paisay kamana? (33:20) Namaz mein Darood Sharif mein Aal-e-Ibrahim se Yahudi murad hain? (34:45) Factory mein namaz ki aisi jagah ka hal? (36:45) Farz namaz ke baad tasbeehat ya sunnatein? (38:12) Marhoom walid ki namazain? (38:32) Aisi soorat mein 7 saal ki mangni todna? (40:17) Baghair darhi walay imam ke peeche namaz? (40:51) Saudi Arab mein visa business? (41:03) Side ki maang nikalna? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

