Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Masail Ka Hal - 516th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro (0:02) Pasand ki shadi mein walidain rukawat hon to? (1:42) Wazu ke baad shak ho ke paon dhoye thay ya nahi to? (2:03) Aurat agar shohar se zyada kamati ho to kharch us par lazim hoga? (3:05) Mobile par fohash ads ka gunah? (3:14) Biwi agar saas se tang aa kar jawab de to nafarmani hogi? (4:17) Namaz mein rona aa jaye to? (4:21) Shohar agar biwi ko bar bar maike janay se roke to? (6:15) Jhoot bol kar nokri mili ho to? (6:54) Walidain agar shadi ke mamlay mein dabao daalein to? (8:05) Shohar agar biwi ko har baat mein talaq se daraye to? (10:28) Dil mein maani hui nazr poori karna? (10:39) Aurat agar iddat mein tanha mehsoos kare to kis hadd tak ghar se bahar nikal sakti hai? (11:15) Jaldi mein namaz chhorna? (12:05) Masjid mein chanda mangna? (15:32) Rishwat ke baghair kaam? (16:37) Bewa aurat kab dobara nikah kar sakti hai? (16:45) Shohar har baat mein maa ki sunay to? (17:47) Wazu ke dauran baatein karna? (18:13) Office mein waqt zaya karne se tankhah ka hukum? (19:32) Aurat ka baghair dupatte ghar mein namaz parhna? (19:58) Ghusse mein Allah se shikwa karna kufr hai? (20:44) Biwi agar shohar ki bad-zabani par jawab de to? (22:16) Ghair Muslim ustaz se dunyawi taleem lena? (22:24) Nazr poori karne ka kaffara? (22:45) Namaz mein khayal bar bar doosri taraf jaye to? (22:54) Behen ki virasat dair se dena? (23:40) Qabar par haath utha kar dua mangna? (24:49) Daftar mein na-mehram se hansi mazaq karna? (25:41) Walidain ki nafarmani kab gunah-e-kabira banti hai? (26:10) Khula ke baad dobara nikah mumkin hai? (26:51) Office mein jhoota bahana bana kar chhutti lena? (27:31) Bazurg ke waseelay se dua mangna? (29:13) Talaq ka zuban se taalluq? (29:24) Oonchi heel pehenna? (29:37) Namaz mein hansi rokne se namaz toot jaye gi? (29:58) Iddat mein make-up kyun mana kiya gaya hai? (33:20) Walidain agar aulaad mein farq rakhein? (34:59) Namaz ke baad rakaat mein vehm ka ilaj? (36:18) Qabar pakki banana? (37:02) Aurat ka social media par aana? (37:33) Masjid mein mobile charge karna? (38:34) Ghair Muslim ke liye hidayat ki dua? (38:43) Office mein namaz ki ijazat na ho to? (38:58) Masjid mein dunyawi baatein karna? (39:44) Shohar agar kharcha de lekin izzat na de to? (40:32) Aurat agar susral mein rehte hue apne walidain ki chhup kar madad kare? (40:48) Namaz mein harkat-e-kaseer / qaleel? (41:22) Online courses mubalgha kar ke bechna? To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560 Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

