
#142 - One Call Too Late
Kabhi kabhi rishtay kisi larai ki wajah se khatam nahi hote. Woh sirf is liye khatam ho jaate hain kyun ke dono taraf ek hi soch hoti hai:“Usay meri yaad hai toh woh khud phone kare.”Aur phir ek din phone karne ke liye insaan hota hai... magar doosri taraf jawab dene wala nahi hota.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

