
#149 - Aapki Zindagi Ka Zimma Aakhir Kis Ka Hai?
Kab tak hum apni nakaami, apni takleef, apne guzre hue waqt aur apne faislon ka zimma doosron par daalte rahenge? Is episode mein baat hogi excuses, susti, darr, waqt zaya karne aur us sach ki jo shayad sunna mushkil ho: ek waqt ke baad aapki zindagi badalne ki zimmedari aapki apni hoti hai.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

