Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #491 (Surah Al Momin Ruko #1/2) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro (0:11) Allah ka ta’aruf (1:13) Tauba karne walon ki maghfirat (1:51) Ilhami kitabon ka bunyadi mauzu (2:58) Kafiron ki chamak dhamak - dhoka (4:41) Guzishta qaumon ki tarah fazool behas karne walon ka anjaam (6:37) Kaun log hamesha ke azaab ke mustahiq bante hain (7:50) Ahl-e-imaan ka buland maqam (8:36) Muqarrab farishton ki dua: (1) Ahl-e-imaan ke liye maghfirat (2) Ahl-e-imaan ke liye Jannat (12:20) Allah ke wa‘aday ke bawajood farishton ka dua karna - hikmat (13:25) Dua ki fazilat (14:20) Jannat mein rishtedaron ka saath - kaun mustahiq (17:53) Aalim aur shaheed ke saath unke qareebi logon ka Jannat mein hona (18:35) Sab se badi kamyabi - Jannat (19:17) Ruku ka khulasa - apne asatiza, walidain aur buzurgon ke liye dua ki ahmiyat (20:35) Surah Momin Ruku 02 ka lafzi tarjuma (32:46) Hadith: Dozakhiyon ka ghusse se apni ungliyan kaatna (33:39) Do zindagiyan aur do mautain - gumrah kuffar ka iqraar (35:00) Kafiron ki saza ki wajah - shirk jaisa azeem zulm (36:24) Barish ke zariye rizq - Allah ki nishani (37:45) Dua - Allah ke qurb ka zariya (38:37) Jibreel-e-Ameen ko “Rooh” kehne ki wajah (39:15) Qayamat ke din Allah ka aelan (39:43) Haq ke faislay ke din insaan ki halat (40:05) Aankhon aur dil ki khayanat (40:51) Mukhtasar khulasa (41:23) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

