Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #515 (Surah Ahqaf Rukoo #2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro (0:16) Pregnancy aur doodh pilane ki muddat ke ahkaam (2:33) Maa ki 3 takleefain - bachay ke liye (3:37) Doodh pilane ki ujrat ke ahkaam (4:01) Doodh chhuranay ki muddat (6 mah) (5:53) Imam Abu Hanifa (RA) ke fatway par aitraaz ka jawab (6:31) 40 saal - quwwat ki inteha, us ke baad zawaal ka aaghaz (7:28) 40 saal ko kamil jawani kyun kaha jata hai (8:27) 40 ke baad akhlaqi buraiyan zyada sangin jurm kyun (11:31) 40 ke baad 3 fikrein - aakhirat, walidain, aulaad (14:12) Shukar ki takmeel - imaan, amal-e-salih, walidain ke liye dua (17:12) Naik logon ka walidain aur aulaad se mazboot taβalluq (19:02) Aankhon ki thandak wali aulaad/azwaj ki dua (19:14) Khush naseeb logon ki nishani aur Qayamat ka ajr (21:18) Bad naseeb logon ki nishani aur Qayamat ki saza (25:16) Nafarman aulaad ka anjaam (27:52) Jaza aur saza ka daromadar - aamaal (29:41) Duniya mein haram lutf uthane walon ka anjaam (32:23) Surah Ahqaf Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar) (40:02) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

