Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #500 (Surah Ha Meem Sajda Ruko #06) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro (0:17) Surah Ha Meem Sajda Ruku 06 ka lafzi tarjuma (with grammar) (15:21) Haq aur batil ki azli jang (16:26) Duniya mein zalim ko foran saza na milne ki wajah (17:28) Jaza aur saza ka usool (18:01) Qayamat ki tareekh poochhne walon ko Allah ka jawab (19:51) Jhootay ma‘boodon ko pukarne walon ki Qayamat ke din kasampursi (20:45) Duniya ki talab se na thakna - buri aadat (23:15) Hadith ka hawala (23:44) Kafir ki depression ki wajah - asbaab par zaroorat se zyada tawajjuh (25:03) Mulhid ki hat dharmi - museebat door hone ko apni kamyabi samajhna (27:42) Mulhid ki ghalat fehmi - Qayamat ke baad bhi apne aap ko Jannati samajhna (29:36) Allah se sirf matlab par mabni ta’alluq rakhne walay (34:55) Imaan ka meyar - khushi aur gham mein rawayya (36:16) Wazifay parhne walon ki haqeeqat (37:41) Allah ke nek bandon ki aadat - aajzi se dua karna (38:07) Agar yeh kafir imaan le aate to (38:51) Munkirin-e-Qur’an ki gumrahi (41:11) Scientific discoveries aur insaan ka wajood - Qur’an ki sachai ki daleel (42:30) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli (43:21) Allah ki sakht nigrani - mulaqat-e-Ilahi mein shak gumrahi hai (45:16) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

