Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #548 (Surah Al-Mujadila Ruku #03) | Mufti Tariq Masood Speeches π
(0:00) Intro (0:16) Aaj ke lecture ka overview (0:32) Surah Mujadila - Ruku 03 (Lafzi Tarjuma + Grammar) (8:38) Yahud aur munafiqin ki sargoshiyan (9:17) Jhoot bolna - munafiqin ki khas sifat (11:03) Jhooti qasam khanay walon ki nishaniyan (12:42) Aag walay log - maal aur aulad ke bawajood dozakh (13:12) Jhooti qasam walon ki ghalat fehmi ka jawab (15:08) Jhoot bolne walay khauf zada kyun nahi hotay? (16:16) Shaitan ki jamaat - maghloob jamaat (17:20) Peghambaron ki jamaat - ghalib jamaat (18:21) Munafiqin ki pehchan (19:55) Ghair Muslim rishtedaron se taaluq ka hukam (20:26) Roohani aur jismani sehatmand logon ka inaam (22:04) Jannat ke haqdaar (22:35) Allah ki jamaat - hidayat phailane walay log (23:33) Surah Mujadila mukammal (23:39) Surah Hashar ka naam βHasharβ kyun hai? (24:33) Surah Hashar - Ruku 01 (Lafzi Tarjuma + Grammar) (39:19) Next lecture preview (39:39) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

