Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #489 (Surah Zumar Ruko # 5/6/7) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro (0:12) Aazmaish - ek fitna (3:35) Museebat ka aana aur talna bhi aazmaish ka hissa hai (4:07) Asbaab ki taraf nisbat kab haram ho jati hai (6:31) Allah ka insaan se shikwa (9:19) So-called educated, mutakabbir aur hat dharam log (11:01) Sehat aur khushhaali - Allah ki den (12:05) Rizq ki tangi aur wusβat mein ibraat (13:39) Surah Zumar Ruku 06 ka lafzi tarjuma (21:54) Gunahon ki maafi ka usool (23:34) Hadith ka hawala (24:56) Maafi ke liye tauba ki shart (26:39) Tauba ki time limit - maut ya azaab dekhne se pehle (28:53) Mutakabbir ki halat - azaab dekh kar teen baatein (31:28) Allah ka mutakabbir ko jawab (32:22) Jhootay mutakabbir logon ka anjaam (33:45) Sachay mutawazi logon ka anjaam (34:19) Tauheed ke dalaail (34:47) Zameen aur aasman ki kunjiyan Allah ke paas hain - baghi ki daulat se mutasir na hona (35:35) Surah Zumar Ruku 07 ka lafzi tarjuma (39:29) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

