Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #494 (Surah Al Momin Ruko #06) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro (0:10) Surah Momin Ruku 06 ka lafzi tarjuma (with grammar) (11:33) Allah ka wa‘ada - duniya aur aakhirat mein peghambaron aur momineen ki madad (14:36) Sawal: Allah ne tamam peghambaron ki madad ka wa‘ada kyun kiya (16:54) Misal: Hazrat Esa (AS) ki madad - asal mein Nabi (SAW) ki madad (17:31) Sabaq: deen ka kaam karne walon ko ek doosre ki leg pulling nahi karni chahiye (18:09) Ikhlas ki nishani - doosron ki kamyabi par khushi, na ke hasad (19:33) Hadith (Sahih Bukhari, Muslim) ka hawala (19:58) Allah ki madad se Islam ka ghalba yaqini (20:50) Angrez ka Islam ke bare mein iqraar (21:31) Qayamat ki adalat mein Allah apne nek bandon ka madadgar hoga (21:51) Zalim log laanat aur azaab ke mustahiq honge (22:13) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli (23:09) Nabi (SAW) ko sabr ki talqeen (23:37) Nabi (SAW) ko ijtehadi ghalti par istighfar ki talqeen (25:28) Sabr hasil karne ki tasbeeh - depression ka ilaj (26:14) Sabr ka falsafa - mehboob ke liye qurbani aasaan ho jati hai (27:51) Subah shaam ki tasbeehat ki barkaat (28:20) Takabbur se hasad paida hota hai - apne aap ko “super” samajhne walay haq ko nahi maante (31:00) Kafiron ka aitraaz: maut ke baad zindagi ka inkar (33:45) Andha aur beena - kafir aur momin ki misaal (35:20) Qayamat ka faisla yaqini (36:04) Qayamat se darne ki wajah (36:40) Sirf Allah se madad talab karna (37:20) Dua - ibadat ka maghz (38:10) Dua mein dil na lagne ki wajah (38:26) Mutakabbir mulhideen ka anjaam - apni mehnat par ghuroor (40:25) Ruku ka khulasa (40:29) Mazloomon ka khoon zaya nahi jata (41:38) Aasmani kitabon ki ahmiyat (41:52) Qur’an ki wirasat ka haq - samajh aur amal (43:10) Dua ki fazilat (43:44) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

