Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran #496 (Surah Al-Mu’min Ruku #09 - Ha Meem Sajda 1/2) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro (0:18) Surah Momin Ruku 09 ka lafzi tarjuma (with grammar) (5:41) Janwar - Allah ki ne’mat (6:25) Sawari aur khanay walay janwaron ka zikr (Surah Nahl) (6:47) Ghore ka gosht - makrooh (Imam Abu Hanifa RA ka mauqif) (8:09) Janwaron se hasil hone walay faiday (9:08) Kashtiyan - Allah ki ne’mat (10:20) Allah ki qudrat ke kamalaat (10:42) Guzishta taqatwar qaumon ki tabahi ki wajah (11:48) Scientific knowledge par ghuroor karne walay vs Allah ko tasleem karne walay (14:04) Ghuroor karne walon par azaab - Allah ki sunnat (16:49) Aameen (17:29) Surah Haameem Sajda Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar) (21:22) Hawameem-e-Sab‘a - tauheed ke mauzu par mushtamil 7 surah (22:04) Allah aur Qur’an ka ta’aruf (23:25) Qur’an na sunne walay ziddi log (24:58) Mushrikeen ka dawat-e-tabligh par jawab (25:44) Nabi (SAW) ka jawab (28:52) Bad tareen kafir kaun (29:00) Sawal: kya mushrik par zakat wajib hoti hai (31:39) Momin ke liye imaan ki misaal (32:17) Ijma: kuffar se aakhirat mein imaan na lane aur amal na karne ka sawal hoga (33:32) Kafir ka bunyadi jurm (33:50) Behtareen imaan walay kaun (34:39) Surah Haameem Sajda Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar) (44:00) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

