Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #519 (Surah Muhammad Rukoo #03/04) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro (0:27) Jihad ki aayaat nazil hone par momin vs munafiq ka farq (2:35) Munafiq ka zubani dawa - amal zero (3:14) Tafseer dars ki khoobi (4:08) Munafiq ki nishani (4:52) Jihad ki targheeb ki wajah (5:57) Ghair Muslim mulkon mein kam fasad, Islami mulkon mein zyada - wajah (7:06) Waqia - 16 saala larki ke saath zulm (7:43) Europe mein insani huqooq ka daβwa (8:44) Gaza mein zulm aur be-hissi (9:23) Molana Ashraf Ali Thanvi (RA) ka qoul (9:41) Africa ka haal (10:05) Europe mein rishton ki be-hurmati (11:09) Nikah ki targheeb ki wajah (11:37) Sakht dil log (13:14) Munafiqin ke double standards (14:36) Munafiq ki ruswa maut aur aamaal ka zaya hona (15:33) Surah Muhammad Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar) (23:13) Munafiqin ko Allah ki dhamki (25:25) Munafiqin ki pehchan ka tareeqa (26:43) Sachay aashiq vs jhootay bidβati (27:54) Daulatmand ho kar ghareebon jaisa libaas - nifaq ki alamat (29:15) Jihad - momin aur munafiq mein farq ka meyar (31:06) Deen ka kaam - Allah ko pasand (31:46) Kuffar ke aamaal - be-asar (raakh jaisay) (31:59) Musalman ke aamaal zaya hone ki wajah (33:09) Kuffar se sulah ki sharaait (36:13) Musalman ke sath Allah ki madad (36:41) Jihad mein sab se badi rukawat - jaan aur maal (38:47) Bukhl (kanjoosi) ka masla (40:30) Sadqa mein kanjoosi karne wala (41:08) Maal se jihad na karne ka anjaam (41:51) Rafziyon ke sahaba (RA) par aitraaz ka zikr (42:57) Surah Muhammad ka khulasa (43:41) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.

