Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #502 (Surah Shura Ruko #02) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro (0:31) Hidayat kin logon ko milti hai (4:43) Firqa wariyat ka mafhoom (6:07) Furooi ikhtilaf kya hota hai (7:56) Nafrat aur muhabbat mein shiddat ke nataaij (9:11) Masla Khalq-e-Qur’an - Imam Ahmad (RA) ki aazmaish; aqeeda: Qur’an Allah ka kalam hai, makhlooq nahi (12:15) Darwin theory mein ghuloo (shiddat) (13:09) Saas-bahu ke masail mein shiddat (13:46) Offices mein shiddat ke masail (14:08) Yahud o Nasara ko firqa wariyat par foran azaab kyun na diya gaya (14:56) Mushrikeen ki haqq se mukhalfat (15:35) Nabi (SAW) ka elan-e-bara’at - haqq se hatne walon se (18:31) Hujjat baz logon ka anjaam (19:43) Qur’an ki tarazu (me’yar) (20:20) Qayamat ka din yaqini (22:11) Kuffar ka duniya mein phalna phoolna - wajah (23:40) Surah Shoora Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar) (33:38) Aakhirat ka ajr vs duniya ka ajr (35:22) Allah ke qawaneen vs insani qawaneen (nikah/talaq waghera) (38:59) Nasl barhane ke ahkaam (41:17) Next lecture ka ishara (41:43) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.
