Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #478 (Surah Saffat Ruko #03) | Mufti Tariq Masood Speeches
(0:00) Intro (0:13) Eid ul Azha ke baad dars ka dobara aaghaz (0:48) Hazrat Ibrahim (AS) ka buton ko torna aur qaum ka unhein aag mein daalne ka plan - mojiza: aag thandi ho gayi (3:07) Hazrat Ibrahim (AS) ki hijrat aur aulaad ke liye dua (5:48) Hazrat Ibrahim (AS) ko do beton ki khushkhabri - jaisi qurbani waisa ajr (8:00) Ilm ki sifat: Hazrat Ishaq (AS) (9:00) Qurbani ki sifat: Hazrat Ismail (AS) (10:56) Ghaza ke Musalmano ki azeem qurbani - technology vs qurbani (12:13) Bani Israel se roohani imamat ka intiqal Hazrat Ismail (AS) ki nasal mein (13:05) Hazrat Ibrahim (AS) ko Hazrat Ismail (AS) ki qurbani ka khwab kyun dikhaya gaya (15:11) Hazrat Ibrahim (AS) Khalilullah kaise bane (16:05) Nabi (SAW) ka farman (17:41) Masla: kya shariat mein bete ko zabah karna jaiz hai (19:39) Hazrat Ibrahim (AS) ka bete se mashwara - farmanbardari ko zahir karna (20:44) Hazrat Ismail (AS) ka hikmat bhara jawab (22:53) Ulama ka istidlal: bachon ke huqooq aur umar ka lihaaz (24:18) Hazrat Ibrahim (AS) ka peshani ke bal lita dena (25:48) Dunya ki sab se badi aazmaish ki misaal (26:50) Azeem janwar ki qurbani (badla diya jana) (27:35) Hazrat Ibrahim (AS) ki azmat aur Hazrat Ishaq (AS) ki basharat (28:57) Ilmi nukat: (1) Hazrat Nooh (AS) ka waqia (2) Dil ki safai ki ahmiyat (30:15) Allah ke ahkaam ke muqable mein aql ki had (34:24) Masla: bete ki qurbani ki mannat - Imam Abu Hanifa (RA) ka mauqif (35:02) Qurbani ka sawab - Eid ul Azha ke 3 din (35:56) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Audio and video play straight from the show's own hosting. PodSubs stores and serves no media.
